Congress Sarkar Ku-poshan ke nam pe
garibo ko diye jane wale Bhojan ke paise kha gai hai. Ab dekhane wali
bat ye hai ki bachcho ko khorak dene ka contrct mahilao ke kisi aayog ko
tha matlab sara ghotala mahilao dvara huva chahe iske pichhe koi bhi
chor neta ho.
Lekin mera sawal ye hai ki Narendra Modiji ki Ek Tippani se sare Mahila Aayog ki aurate virodh karne khadi ho gai to ab Mahilao ke dvara huve ish ghotalo me Mahila Ayog kya karega ? Aur karega bhi ke nahi ? Kyun ki Mahilao ki badnami to isse bhi hogi kyun ki sare desh ki mahilaye to chor hai nahi !!!!
Kya kahte ho ?????

comments
Post a Comment